**************************************HD VIDEO/MOVIES/SONGS/SMS/POEMS********************************* $$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$EVERYTHING IS HERE$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$

Sunday 5 August 2012

NEW MSG 9


'Ab so jaoo k sapnay
intizaar kartay hain....!
theek nahe youn
khawabon say
dushmani karna.'
Farword Sms

'aslaam o aliakum

dostoo ye ghazal chaheay mujay kisi dost ne mangi hay agar kisi k pas ho tu plz mere No. pe send kar dena.

us k honton pe honton k nishaa chhorh aya hon
us ne mangi thi muhbat ki nishani muj se'
Farword Sms

'Yeh Qasar e Eshq sajaya hay bas Nabi k liay
Yeh Arsh o Farsh bichaya hay bas Nabi ki liay
Nabi k Eshq min min Allah aur kia karta
Min nay Quran utara hay bas Nabi k liay


(*********Sullo alal Habib SWAA***********)'
Farword Sms

'pathan bkri ko bs mn swar krne lga, condctor ne mana kr dia. pthan bkri ko BURQA pehna kr le aya aur kaha ye hmara NANI hy aur FALAJ ki wja se esay ho gya hy. kuch der bad bkri ne MAINGNAYN kr dein. sath wala: Tmari NaNi ka TASBI tot gya hei, Niche Manke chun lo *03006329056*'
Farword Sms

'min nay jab uski kami mehsos ki
apni ankhon min nami mehsos ki
rach rahi the meri ankhon min haya
guftago min shaeri mehsos ki
janay kion ankhon min ansoo agaey
jab kisi dil nay khushi mehsos ki'
Farword Sms

'Tujay bhol jaon tho kis tarah
Abi chahaton ka shaor hay
Abi faslon min saror hai
abi hoslon min gharor hay
tujay bhol jaon tho kis tarah
abi soch hay theri zaat tak
abi yad hay theri yad tak
abi raat hay theri baat tak
abi yad hay theri yad tak
tujay bhol jaon tho kis tarah'
Farword Sms

'Gardish k bad zaat ka mehwar mila mujay
Jis say nikal gia tha vo ghar mila mujay
zaray k ek juzz say khula raz-e-kainat
Qatray ki wusaaton min samandar mila mujay
Kitni ajeeb bat hay jo chahta tha min
Qismat say us tarah ka muqadar mila mujay
Min tha k kaifiyat k pardon min qaid tha
Wo tha k har lihaz say khul kar mila muje
Dunya ki wusaaton min usay dhond tha raha
Lakin khuda tho apnay hi andar mila mujay'
Farword Sms

'meri qismat min bhi aisa koi sajda ataa kar day
jo meray saray gunahon ka madava kar day
sari dunya say chura kar mujay apna kar day
meri matti ko khuda ya sona kar day
Min thera chahnay wala hon magar hay hasrat
Tho jinhain chahta hay mujay wesa kar day
Ek nazar apnay gunahgar pay kardo mola
apni rehmat ka talabgar hamesha kar day

amin'
Farword Sms

'Zindagi tu ne mujhe bht kch sekhaya hei.
har shaam k bad sehar hei tu ne bataya hei.
dubbti kese hei kaashti jab sahil ho nazar mein.
ye manzar bhe tu ne he mujhe dekhaya hei.
jin hatho se likhe the khaat un ko.
unhi hatho se un khatoot ko jalaya hei.'
Farword Sms

'Kabi jo hum nahi hongeKaho kis ko batao gay
Wo apni uljhanain sari
Wo be-cheni mein dobay pal
Wo ankhon mein chupay ansu
Kisay phir tum dikhao gay
Kabi jo hum nahi hon gay
Bahut be-chain ho gay tum
Bahut tanha reh jao gay
Abi b tum nahi samjay
Hamari un kahi batain
Magar jub yad aen gay
Bahut tum ko rulaeian gay
Bahut chaho gay phir b tum
Humain na dhond pao gay
Kabi jo hum nahi hon gay...'
Farword Sms

'Kabi jo hum nahi hongeKaho kis ko batao gay
Wo apni uljhanain sari
Wo be-cheni mein dobay pal
Wo ankhon mein chupay ansu
Kisay phir tum dikhao gay
Kabi jo hum nahi hon gay
Bahut be-chain ho gay tum
Bahut tanha reh jao gay
Abi b tum nahi samjay
Hamari un kahi batain
Magar jub yad aen gay
Bahut tum ko rulaeian gay
Bahut chaho gay phir b tum
Humain na dhond pao gay
Kabi jo hum nahi hon gay...'
Farword Sms

'Kabi jo hum nahi hongeKaho kis ko batao gay
Wo apni uljhanain sari
Wo be-cheni mein dobay pal
Wo ankhon mein chupay ansu
Kisay phir tum dikhao gay
Kabi jo hum nahi hon gay
Bahut be-chain ho gay tum
Bahut tanha reh jao gay
Abi b tum nahi samjay
Hamari un kahi batain
Magar jub yad aen gay
Bahut tum ko rulaeian gay
Bahut chaho gay phir b tum
Humain na dhond pao gay
Kabi jo hum nahi hon gay...'
Farword Sms

No comments:

Post a Comment